
Pyar karona lyrics - Salman khan latest song uploaded in his newly created youtube channel to aware people against COVID 19 to stay at home and stay safe. The song was sung by Salman Khan himself and composed by Sajid Wajid. This song is the first song uploaded in his latest youtube channel.
Pyar Karona lyrics - Salman Khan
Pyaar Karona
Ayteyaad Karona
Khayaal Karona
Madad Karona
Sabr Karona
Fikr Karona
Pyaar Karona
Aitbaar Karona
Khayaal Karona
Madad Karona
Sabr Karona
Fikr Karona
Pyaar Karona
Aitbaar Karona
Saare Jahaan Se Aacha Hindustan Hamara
Saare Jahaan Se Aacha Hindustan Hamara
Saare Jahaan Se Aacha Hindustan Hamara
Kuch Baaton Ka Dhyaan Karona
Ab Ghar Se Kaam Krona
Ab Ghar Waalon Ke Saath…
Khao Peeyo Aaraam Kro Na
Dikhai Na Bahaduri
Iss Baar Thoda Kaayar Bano Na
Guitar Bajao Gaane Gao.
Ghar Pe Baith Ke Shayar Bano Na
Apne Ko Na Hoga Iss Galat Faymi Mein Mat Raho Na.
Khud Bhi Samjho Aur Yeh Baate Aage Peeche Sab Ko Kaho Na
Corona Se Bachne Ke Liye Tum Kuchh Bhi Mat Karo Na
Corona Se Bachne Ke Liye Tum Kuchh Bhi Mat Karo Na
Jo Keh Rahe Sun Lo.
Doctors Police Ko Salute Karo Na
Karo Na…..
Karo Na…….
Karo Na
Karo Na…….
Karo Na
Pyaar Karona
Ayteyaad Karona
Khayaal Karona
Madad Karona
Ayteyaad Karona
Khayaal Karona
Madad Karona
Saare Jahaan Se Aacha Hindustan Hamara
Saare Jahaan Se Aacha Hindustan Hamara
Na Achha Na Bura Na Sahi Na Galat …
Ameer Na Gareeb Isko Padta Na Farak.
Seekh Ke Isse Rawaana Ke Isko
Jaldi Se Tu Kar Isko Dafan.
Ameer Na Gareeb Isko Padta Na Farak.
Seekh Ke Isse Rawaana Ke Isko
Jaldi Se Tu Kar Isko Dafan.
Karna Chahta Hai Tu Thodi Bhi Madad.
Toh Dar Ke Tu Baith. Chhup Ke The Baith.
Insaaniyat Ke Liye Tum Ladone
Iss Baar Thoda Selfish Raho Na.
Apne Liye Karo Na
Hello Namaste Kem Chho Salaam
Baat Suno Poore Desh Ki Awaam
Isko Seriously Tum Lo Na
Saath Milke Fight Karona
Saare Jahaan Se Aacha Hindustan Hamara
Saare Jahaan Se Aacha Hindustan Hamara
Pyaar Karona
Aitbaar Karona
Sabar Karona
Fikr Karona
Sabar Karona
Fikr Karona
Saare Jahaan Se Aacha Hindustan Hamara
Saare Jahaan Se Aacha Hindustan Hamara
Post a Comment